sponsor ads

Breaking News

Best new youtube tips for beginners and new youtuber in Hindi । digital marketing , Udta bagdua

youtube tips for beginners in Hindi full detail by detail for new youtuber ,


Hiii dosto aaj is post main aapko ek YouTube chennal start kr rhe ho to 
youtube tips for beginners , puri detail milegi kha se kese start kre 
kese 1k subscriber and 4000 hours ka time pura kre,
aapko kuch tips followe krne honge ,
 youtube tips for beginners- 
1~ Coise your telent 
2~ Make content every day - 
3~ Basic digital marketing apply -
4~ followe AdSense rule - 
5~ apply bassic Seo -
6~ Self motivate every moment -

best tips for new beginner youtubers ,

friends yah 6 tips followe kijiye aapko 1 month se fayda hoga and inko full detail main jan lete hain us se phle bta du yah mera real experience hain aap wo galti na kre jo mene ki thi tabhi aapko YouTube success milegi,

"youtube tips for beginners" 

1-  Coise your telent - agar main khu aap News chennal banao to kya aap success ho paoge nhi na isliye khud ko talasho khud ko jo aata h YouTube par vhi kro apna time waste mat kro kisi nich ko ya kisi ke kahne par aaisa na kre khud ko jo aata h vhi kre yh aapse behtar koi nhi janta ki aap kis cheez main expert ho isliye apne aap par barosha kre aor suruaat kre ,
agar aapko koi YouTuber ko dekh kar lga ki yah jo content bna rha hain aap us se acha bna sakte ho to aap ko o bhi try kr lena chahiye kyuki Dino jems rapper ne kisi ko rap krte dekha to vo bhi krne lga aaj dino jems bhut acha successful rapper hain ,
nhi to aap Amit badana , Aashish chanchani jeso ki tarah apna telent talashe ,


2~Make content every day -  jab aap start kre to regular content dale roj kuch nakuch video dale jis se ki aap grow kre unique content bnane ki soche na ki YouTube par jo pahle se hain unhi content ko samjh kar video dale 

3- Basic digital marketing apply - yha aapka success aor knowledge hona bhut zaroori h kyuki yhi new YouTubers galti krte hain 
Aor unko success nhi milti wo jante hi nhi is cheez ke bare m ki digital marketing kitna Impact dalti h aapki success par 
to sabse phle aap yhi sikhe ,
basic digital marketing ka matlab ki aap 
sabhi social site par active rahe like Instagram Facebook and more social site yha chennal name se id bnaye aor apne content ki link share kre jis se aapko backlink milega sath hi views and subscriber bhi ,
logo and intro - apne chenal ka logo and intro bhi bnaye jo aapke chennal ki phchhan bne khud ko ek brand ki tarah dekhe ,
#Hastag - apna ek #Hastag bnaye jo apni har video m dale and jha bhi aap YouTube video par comment kro vha bhi dale jis se log sidhe aapke video par ja sake and YouTube video ko suggest main isi karan lata h tab uska tags and hastag same ho ,

4~ followe AdSense rule - ji bilkul aapko AdSense rule followe krne honge tabhi aap ek success YouTuber ban paoge aapko content original and no gali galoch adult content nhi bnana hain ,
and aapko dusro ko copy nhi krna kyuki yhi best way h jha aap YouTube se earning kar pouge o bhi regular ,
sponcer and purmotes video aapko bhut bad milegi jab aap 50k subscriber tak phuchoge par AdSense se aap 1k subscriber ke sath hi earning suru kar doge , aor yah bhi search krlo ki aap jo bnaoge video us par AdSense apply kar sakte ho ya nhi kyuki ek case me mere sath aaisa hi hua jab main nya tha tab WhatsApp status chennal bnaya jb chennal grow ho gya tab bad m pta chala ki is tarah ke content par AdSense apply nhi hota 😆😁😂 aaj bhi us WhatsApp status chennal par monetize nhi hota , isliye yah cheez hmesha dyan main rkho and AdSense guidelines ek bar AdSense page se read kar lena ,
and khi new YouTuber apne hi ads par click karte hain aaisa to aap bilkul bhi na krna dosto kyuki aaisa karne se aapka AdSense suspend ho jayega hamesha ke liye ,
keyword ka cpc dekh kar hi video main keyword dale cpc par hi aapki earning depend kregi ,


5~ apply bassic Seo - agar aapko pta hi nhi ki seo kya hain to aap 1000 video upload krdo YouTube par aap kabhi success nhi ho sakoge , na hi un video par views aayenge na hi sub. badenge isliye YouTube se video dekh kar YouTube video ka seo kaise karte hain yah sikh lo ,
kese keyword dalte hain description kese dale , tags tumbmail sab aapko sikhnna hoga yhi cheez aapko success kregi ek bat aor ki YouTube par aapko high level seo ki jaroorat nhi h bus aapko Normal keyword find krna aana chahiye ,

6-Self motivate every moment- Khud ko hmesha teyar rkho apne aap ko motivate rakho ki aap kar sakte ho ,haesha shikte raho and agar aapka content acha h to trust rkho khud par ki aap ek beginner se successful youtuber ban jaoge ek din ,
kyuki jo aap soch sakte ho wo aap kar sakte ho aor aap vhi soch sakte ho jo kar sakte ho , isliye motivate rakho khud ko 
tnx a lot and aapko koi swal ho to mujhe comment kar btaiye main repley krunga aor post kesa lga yah bhi btaiye ,

last main ek baat aor dosto ki aap suru kijiye shi time yhi hain YouTube par aapyah na dekho ki kitne cretors hain wo sab unki jagah h aap apni jagah and aaj India main audiunce bhi to bhut hain ,
rasta to har safar ka bda hota hain but jab chal de to chhota pad hi jata hain isliye acha time yah mt socho aaj se acha koi time sahi nhi hain ,

so yah 6 tips followe kijiye new beginner youtubers ,




कोई टिप्पणी नहीं